Chalo geet umeed ka gungunaaye
Jhaan ko khusi ki koyi dhun sunaayein
Chalo geet umeed ka gungunaaye
Jhaan ko khusi ki koyi dhun sunaayein
Aa baatein hasi aa khuda ko manayein
Rab lijiye aaye
Nayi ek shuruaat hone do apni
Bas insaaniyat jaat rahne do apni
Mohabbat mohabbat jubaan pe ho apni
Lage chot tumko ho nam ankh apni
Bhale din bhale lamhe aayenge fir se
Hasi yaad milkar banyenge fir se
Ye duniya badi khoobsurat jagah hai
Tabhi toh khuda ne hame ye diya hai
Aman aur sukoon zindgi ka bhi haq hai
Fizaon mein bikhrayengey inko hum tum
Zameen aasmaan hai usi ek nishani
Milke inhe fir sajayenge hum tum
Samande samander khangalengey hum tum
Pahadon ko milkar tarashengey
Ye tohfa hai kal ka
Chalo milke denge hum tum.