chal soch le agar itna sochna hai
to soch le teri dhadkan meri pyas bujhaye
khote khote dum mil jaaye pila de re
o sathi re soch soch ke bura haal hai
ye duniya ji kis pe khadi hai
lagi moch na koni ghutne mein
balki susure sar mein
aji dhyan se dekho dhyan se bhaiya
par itna na dhyan lagana ki tere mathe ki shikan
wahin reh jaaye re hai ji iss kalyug mein
kafi ajeeb silsile main tujhe sadiyon se janta hun beta
tu sala ghoorta rahega sala sochta rahega
sala khatakta rahega sathi re
chal soch le jitna sochna hai utna soch le
na agli na pichhli ye seedhi si batein
na kisi ko pyari na hamari in shabdon ko jala de
jala de ye pyara jhatka jor se lage
dil mera bhage dil mera bhage re o sathi re
jor jhagad ke kuchh bhi karke
yaad rakhiyo mere ladke tera dimag nahi aasan
hai ji iss kalyug mein kafi ajeeb silsile
main tujhe arso se janta hun beta
tu sala ghoorta rahega sala sochta rahega
sala khatakta rahega sathi re
chal soch le jitna sochna hai utna soch le
seedhe sadhe poore aadhe tod ke rakh de sare wade
o sathi re jo hain bhoole bhatke aur thukraye
reh na daye aur na baye kabhi na kabhi to yaad aaye
kabhi na kabhi wo bhi yaad aayenge.