nazar lage na tumhe kisiki, tumko kahi chhupaa lu main
dhaar bana lu kajali ki aur apni aankh me daalu main
jine ki hasrat banke reh ja mere sine me

main baaho me teri ji lu aur maru
ji chaahata hai pyaar tumhe main aur karu

tumse puchhu, khud se puchhu, ya dil ke armaano se
pyaar ke lamhe aksar hi kyun, aate hai mehmaano se

paas ghadi bhar ko rehte hai, kal phir aayenge kehte hai

na paani na yeh hawa se, phir jaane kyun behte hai

inn lamho me pyaar ke rang main bharu
ji chaahata hai pyaar tumhe main aur karu
nazar lage na tumhe kisiki, tumko kahi chhupaa lu main
dhaar bana lu kajali ki aur apni aankh me daalu main
jine ki hasrat banke reh ja mere sine me
jine ki hasrat banke reh ja mere sine me
main baaho me teri ji lu aur maru
ji chaahata hai pyaar tumhe main aur karu.