gori hai kalayiya tu lade mujhe hari hari chudiya

apna banale mujhe balama
gori hai kalayiya tu lade mujhe hari hari chudiya
apna banale mujhe balama, gori hai kalayiya
gori ho kalayi chahe kali ho kalayi
jo bhi chudi pehnaye phas jaye
hari hari chudiyo ki dekhe hariyali
tujhe bhima ki na kheti sukh jaye
gori hai kalayiya tu lade mujhe hari hari chudiya
apana banale mujhe balama, gori hai kalayiya
banna re bhaga me jhula jhula aya re chhail bhavar ji aya

mera banake tu jo piya sath chalega jo bhi dekhega wo hath malega

pyar ye apna jab hadse badhega, pyar ye apna jab hadse badhega
hongi to hongi rusvaiya
gori hai kalayiya
bhola bhala bhima bam bhole ka pujari
kisi nari se najar na milaye
nari badi pyari par dil ki bimari
kahe rog koi dilko lagaye
gori hai kalayiya tu lade mujhe hari hari chudiya
apana banale mujhe balama, gori hai kalayiya
mana ki charche honge, tere mere pyar ke
jeet hi lenge tumko, hum dil har ke

humko pasand hai, tumko pasand hai
humko pasand hai, tumko pasand hai
pyar me tere dushwariya, gori hai kalayiya
ata jate kate kahe mera rasta tu
yaha kahe mere gale pad jaye
chudi pehnane wale aur bhi hai chhore yaha
bhima tere jaise me na aye
gori hai kalayiya tu lade mujhe hari hari chudiya
apana banale mujhe balama, gori hai kalayiya
apna banake mujhe chhod na jana
pyar bhara dil ye mera tod na jana
apna banake mujhe chhod na jana
pyar bhara dil ye mera tod na jana
dil mera kurba, meri jan bhi kurba
dil mera kurba, meri jan bhi kurba
kurban tujhpar ye jawaniya, kurban tujhpar ye jawaniya
gori hai kalayiya main ladu tujhe hari hari chudiya

apna banalu tujhe balama apna banale mujhe balama