Na se ha mat kar nasihat
Kya mujhe suljhaaye hai
Nekobat sulajhe nahi jab
Dil kahi o aa jaaye hai
Kya bataaye ishq jaalim
Kya qayamat dhaaye hai
Yun samajha lo jaise dil
Sine se nikala jaaye hain
Tu hi aake sambhaal ise
Yeh dil mere bas mein nahi
Tu hi aake sambhaal ise
Yeh dil mere bas mein nahi
Haay bas mein nahi ji
Mere bas mein nahi
Haay bas mein nahi ji
Mere bas mein nahi
Tu hi aake sambhaal ise
Yeh dil mere bas mein nahi
Tu hi aake sambhaal ise
Yeh dil mere bas mein nahi
Dil kahi behake toh hum
Kahi behake dil kahi behake
Dil kahi behake toh hum kahi behake
Tan kahi behake kadam kahi behake
Tan kahi behake kadam kahi behake
Soyi soyi ratiya khoyi khoyi batiya
Bhule bhule din hai aur
Bhuli bhuli ratiya haay
Dikhalaaye yeh haal kise
Yeh dil mere bas mein nahi
Tu hi aake sambhaal ise
Yeh dil mere bas mein nahi
Suno do hi baaton mein
Fasaane iss dil ke
Suno do hi baaton mein
Suno do hi baaton mein
Fasaane iss dil ke
Koyi de humko
Sanam tose milake
Koyi de humko
Sanam tose milake
Tikhi tikhi dhadkan
Mithi mithi uljhan
Apana hi dil hai
Apna hi dushman haay
Dikhalaaye yeh haal kise
Yeh dil mere bas mein nahi
Tu hi aake sambhaal ise
Yeh dil mere bas mein nahi
Haay bas mein nahi ji
Mere bas mein nahi
Haay bas mein nahi ji
Mere bas mein nahi
Tu hi aake sambhaal ise
Yeh dil mere bas mein nahi
Tu hi aake sambhaal ise
Yeh dil mere bas mein nahi.