kyu phul khilte hai unhe khusbu ki hai lagan
kyu panchi gate hai unhe mosam ki hai lagan
kyu dil dhadkate hai unhe chahat ki hai lagan
kyu phul khilte hai unhe khusbu ki hai lagan
kyu panchi gate hai unhe mosam ki hai lagan
kyu dil dhadkate hai unhe chahat ki hai lagan
koi na koi to kisi na kisi ki chah me hai magan
chede meri julfe ye hawaye
bhawra mujhe dekhe gungunaye
teri ada to dilnasi hai tere jaisa koi na hasi hai
kaise mai man lu ye bate sanam
kaise mai man lu ye bate sanam
itna yakin kar tere hai ham
kyu badal chate hai unhe sawan ki hai lagan
kyu rat hoti hai use chanda ki hai lagan
kyu dil dhadkate hai unhe chahat ki hai lagan
koi na koi to kisi na kisi ki chah me hai magan
dunia ye baharo ka hai mela rah na paye koi bhi akela
dil jane kyu dil me gul khile hai
hum tum isi karan to mile hai
chahat ka ab izhar kare chahat ka ab izhar kare
milke gale aao pyar kare aao pyar kare
aao pyar kare
kyu nain milte hai unhe apno ki hai lagan
kyu pyar hota hai ye to janmo ki hai lagan
kyu dil dhadkate hai unhe chahat ki hai lagan
koi na koi to kisi na kisi ki chah me hai magan