Aisi aankhe nahi dekhi
Aisi aankhe nahi dekhi
Aisa kajal nahi dekha
Aisa kajal nahi dekha
Aisa jalwa nahi dekha
Aisa chehara nahi dekha
Jab ye daaman ki hawa
De aag jungle me laga de
Jab ye sehrao me jaye
Ret me phul khilaye
Aisi duniya nahi dekhi
Aisa manzar nahi dekha
Aisa aalam nahi dekha
Aisa dilbar nahi dekha
Usake kangan ka khalakna
Jaise bulbul ka chehakna
Usake pazeb ki cham cham
Jaise barsat ka mausam
Aisa sawan nahi dekha
Aisi barish nahi dekhi
Aisi rim jhim nahi dekhi
Aisi khwahish nahi dekhi
Usaki bebad se batein
Jaise sardi ki ho ratein
Uff ye tanhayi ye masti
Jaise tufan me kashti
Miti koyalsi hai boli
Jaise gito ki rangoli
Sukh galo pe pasina
Jaise phagun ka mahina
Aisi ankhen nahi dekhi
Aisa kajal nahi dekha
Aisa jalawa nahi dekha
Aisa chehara nahi dekha
Aisi aankhe nahi dekhi
Aisi aankhe nahi dekhi
Aisa kajal nahi dekha
Aisa kajal nahi dekha
Aisa jalwa nahi dekha
Aisa chehara nahi dekha
Jab ye daaman ki hawa
De aag jungle me laga de
Jab ye sehrao me jaye
Ret me phul khilaye
Aisi duniya nahi dekhi
Aisa manzar nahi dekha
Aisa aalam nahi dekha
Aisa dilbar nahi dekha
Usake kangan ka khalakna
Jaise bulbul ka chehakna
Usake pazeb ki cham cham
Jaise barsat ka mausam
Aisa sawan nahi dekha
Aisi barish nahi dekhi
Aisi rim jhim nahi dekhi
Aisi khwahish nahi dekhi
Usaki bebad se batein
Jaise sardi ki ho ratein
Uff ye tanhayi ye masti
Jaise tufan me kashti
Miti koyalsi hai boli
Jaise gito ki rangoli
Sukh galo pe pasina
Jaise phagun ka mahina
Aisi ankhen nahi dekhi
Aisa kajal nahi dekha
Aisa jalawa nahi dekha
Aisa chehara nahi dekha.