Apne karam ki kar adaayein
Yaara yaara yaara yaara
Mujhko hi raah dede
Kasme de wade de
Meri duaaon ke
Isharon ko sahare de
Dil ko thikaanein de
Naye bahaanein de
Khawabon ki barishon ko
Mausam ke paimane de
Apne karam ki kar adaayein
Kar de idher bhi tu nigaahein
Sun raha hai na tu
Ro raha hu main
Sun raha hai na tu
Ro raha hu main
Sun raha hai na tu
Ro raha hu main
Manzileruswaa hain
Khoya hai raasta
Aaye le jaaye Itni si iltaja
Yeh meri zamanat hai
Tu meri amaanat hai Haan
Apne karam ki kar adaayein
Kar de idher bhi tu nigahein
Sunn raha hai na tu
Ro raha hu main
Sunn raha hai na tu
Ro raha hu main
Waqt bhi thahra hai
Kaise kyun ye hua
Kaash tuaise aaye
Jaise koi dua
Tu junoon ki rahat hai
Tu meri ibaadat hai
Apne karam ki kar adaayein
Kar de idher bhi tu nigaahein
Sun raha hai na tu
Ro raha hu main
Sun raha hai na tu
Ro raha hu main
Sun raha hai na tu
Ro raha hu main.