hey hey hey
ho ho ho ho ho
hu hu hu hu
ban ke najar dil ki juba
kahne lagi ek daasta
ban ke najar dil ki juba
kahne lagi ek daasta
jane kaisa hai ye afsana
jane kaisa aaya ye zamana
jane kaisa hai ye afsana
jane kaisa aaya ye zamana
are tu bhi anjaan hai
main bhi to anjaan hu
tu bhi kuch hairaan hai
main bhi kuch hairaan hu
na jane kya baate huyi
tere mere darmiya
ban ke najar dil ki juba
kahne lagi ek daasta
ban ke najar dil ki juba
kahne lagi ek daasta
aisa laga hai ye sitare
jaise karte hai kuch ishare
aisa laga hai ye sitare
jaise karte hai kuch ishare
are na aankho me nind hai
na dil me karar hai
kya ho jaya kya pata
koi aitbaar hai
ik ye umar duje ye raat
uspe sitam ye sama
ban ke najar dil ki juba
kahne lagi ek daasta
ban ke najar dil ki juba
kahne lagi ek daasta
hey hey ek daasta
ho ho ek daasta
hu hu ek daasta.