Tune samjhi hi nahi
Kya hai hakikat meri
Itni aasan nahi aye
Dost mohabbat meri
Itni aasan nahi aye
Dost mohabbat meri
Itni aasan nahi
Jamo mina ke siwa
Aur bhi paymane hai
Jamo mina ke siwa
Aur bhi paymane hai
Darde dil dar ko
Mohabbat ki to maykhane
Hai tu na samjha hai
Samjhega shikayat meri
Itni aasan nahi aye dost
Mohabbat meri itni aasan nahi
Suni chahe ki tamanna hai
Na resham ki talsha
Khak hai khak ye daulat
Ka sumhara aakash
Teri aankho hi me
Abad hai jannat meri
Itni aasan nahi aye
Dost mohabbat meri
Itni aasan nahi
Kapte hotho pe ek
Arz e wafa ki khusbu
Kapte hotho pe ek
Arz e wafa ki khusbu
Ek dhadkata hua dil
Ek chamakta hua aasu
Yahi moti yahi heere
Yahi daulat meri
Itni aasan nahi aye
Dost mohabbat meri
Itni aasan nahi.