abhi kamsin ho nadaa ho janejana
abhi kamsin ho nadaa ho janejana
kya karogi mera dil
tod dogi mera dil
pahle sikho dil lagana
abhi kamsin ho nadaa ho janejana
kya karogi mera dil
tod dogi mera dil
pahle sikho dil lagana
abhi kamsin ho nadaa ho janejana
bahut hasin ho thahro shabab aane do
sharir aankho me sharmo hizab aane do
tumhare samne phir besumar dil honge
dil honge
jaha bhi jaogi sadke hazaar dil honge
aane wala hai, ha aane wala hai
ab aisa katil jamana
abhi kamsin ho nadaa ho janejana
abhi kamsin ho nadaa ho janejana
kya karogi mera dil
tod dogi mera dil
pahle sikho dil lagana
abhi kamsin ho nadaa ho janejana
gunah tharega sabse najar milana bhi
banega julm kisi din ye muskurana bhi
kabhi jo dil ki kasak
dard ban ke ubharegi, ubharegi
tadap tadap ke shabe intzar gujregi
koi puchhega
koi puchhega jab kya karogi bahana
abhi kamsin ho nadaa ho janejana
abhi kamsin ho nadaa ho janejana
kya karogi mera dil
tod dogi mera dil
pahle sikho dil lagana
abhi kamsin ho nadaa ho janejana