Badal garja bijli chamki
Baras baras barsat huyi
Par aise na sulgi sanse
Abb ke baras kya bat huyi
Mai pyar mein hu
Mujhe pyar ho gaya
Mai pyar mein hu
Mujhe pyar ho gaya
Mera dil mera nahi
Mera dil kho gaya
Teri ankho ki nind banke
Teri ankho ki nind banke
Teri ankho mein so gaya
Mai pyar mein hu
Mujhe pyar ho gaya
Mai pyar mein hu
Mujhe pyar ho gaya
Mera dil mera nahi
Mera dil kho gaya
Teri ankho ki nind banke
Teri ankho ki nind banke
Teri ankho mein so gaya
Mai pyar mein hu
Mujhe pyar ho gaya
Ek tere siwa kuch dikhayi na
De dhadkano ke siwa
Kuch sunayi na de
Yeh toh asar hai
Diwangi ka aaya hai
Mausam yeh aashiki ka
Palko mein rakhle
Sapna bana ke le ja
Mujhe tu mujhse churake
Gori si baho mein
Khushbu ki raho mein
Janey kaha kho gaya
Mai pyar mein hu
Mujhe pyar ho gaya
Mera dil mera nahi
Mera dil kho gaya
Tut ke chubh gaya
Koyi shisha kahi
Dard hota kaha kuch pata bhi nahi
Janey tamanna janey na
Jisko dard-e-mohabbat kehte hai
Isko iss dard mein bhi aaram
Aaye koyi kissi ko kaise
Bataye aisa hai waisa hai jadu
Yeh kaisa hai sine se mujhko laga
Mai pyar mein hu
Mujhe pyar ho gaya
Mera dil mera nahi
Mera dil kho gaya
Teri ankho ki nind banke
Teri ankho ki nind banke
Teri ankho mein so gaya.