Jhuki Jhuki jaye nazar sharmaye kuch bhi kaha na jaye
kuch bhi kaha na jaye unse jhuk jhuk jaye nazar sharmaye
kuch bhi kaha na jaye kuch bhi kaha na jaye unse
kuch bhi kaha na jaye
jisne saza di pyar ki duniya ulfat ke ye karar ki duniya

kyu na un par jaan luta du aaj mili hai bahar ki duniya
hosh kaha hai chand yaha hai kuch bhi kaha na jaye
kuch bhi kaha na jaye kuch bhi kaha na jaye unse
Jhuki Jhuki jaye nazar sharmaye kuch bhi kaha na jaye
kuch bhi kaha na jaye unse kuch bhi kaha na jaye
mai to kahu wo jadugar hai
dil ye kahe ulfat ka sar hai mai to kahu wo jadugar hai
dil ye kahe ulfat ka sar hai kiski manu re bate kiski manu re
tauba kahna bhi mushkil rahna bhi mushkil
kuch bhi kaha na jaye kuch bhi kaha na jaye unse
Jhuki Jhuki jaye nazar sharmaye kuch bhi kaha na jaye
kuch bhi kaha na jaye unse kuch bhi kaha na jaye
jab wo hamare samne aaye
nazre daman chumne jaye jab wo hamare samne aaye
nazre daman chumne jaye dil ki bate dil me hi ghume
hotho ki kaliya tharraye mai sharmau chhup chhup jau
kuch bhi kaha na jaye kuch bhi kaha na jaye