mujhe dekh ke janeman kyu aise hairan hai
sath sal ki umar hai lekin, dil abhi jawan hai
kahani me hakikat hai, hakikat me jawani hai
jawani me bhudapa hai, bhudape me jawani hai

maine bachpan se khaya hai pista aur badam

shokh hasino ki sangat me raha main subah sham
isiliye to isliye to mere
lahu me abhi talak rawani hai
jawani me bhudapa hai, bhudape me jawani hai
jawani me bhudapa hai, bhudape me jawani hai
suraj chand sitaro se bhi tej hai meri nazar

dekh mere baju ki takat dekh na meri umar
vo sharab vo sharab utni nashili
jitni adhik purani hai
jawani me bhudapa hai, bhudape me jawani hai
jawani me bhudapa hai, bhudape me jawani hai
name dil ek hai dil sadiyo se diwana hai
mera aur majnu ka toh ek hi gharana hai
umar meri hai abhi khelne khane ki
hasino mahjamino se nazar ladane ki
husn tera jalta shola ishq mera thanda pani

dil ki aag bhuja le rani ruut ye badi mastani hai
jawani me bhudapa hai, bhudape me jawani hai
jawani me bhudapa hai, bhudape me jawani hai
kahani me hakikat hai, hakikat me jawani hai
jawani me bhudapa hai, bhudape me jawani hai
jawani me bhudapa hai, bhudape me jawani hai.