Mandir ki murati si baithi,
Oo ho mandir ki murati si baithi
Hale na dole kuch bhi na bole
Oo ho hum dil deke fas gaye
Mandir ki murati si baithi,
Kya use bhaye kya na bhaye,
Hum to kuch bhi samjh nahi paye
Ho kitne jatan kiye hasne hasane ke,
Usko manane ke, pas bulane ke,
Hum hai pinjare mein jaise panchhi
Oo ho, hum hai pinjare mein jaise panchhi
Chahke na gaye yaha jabse aaye
Oo ho udne ko taras gaye
Hum hai pinjare mein jaise panchhi
O o…
Behati huyi ho nadiya ki dhara
Gao ko leja sandesha hamara
Mehaki hawa jane kidhar se aayi hai
Konse phulo ki khushboo churayi hai
Chanchal hawa hai tere jaisi
O o chanchal hawa hai tere jaisi
Rokati na roke ye hawa ke jhoke
O oteri khusabu mein bas gaye
Chanchal hawa hai tere jaisi
Jate huye jo in naino ko bhaye
Dekho lage hai darane
Unhi prem ke saye
Darne ki kya bat hai gori
Le tu tham le bahiya mori
Maan ki bato ko bin kahe jane re
Mit wahi hai jo maan pehachane re
Main hoon tera, tu hai meri
O o ho main hoon tera, tu hai meri
Bole na bole hum bhi nahi bole
Ek bandan mein kas gaye
Hmm…
Main hoon tera, tu hai meri
O ho…hmm…