mangti hu sajan mangti hu sajan bas ek bar tujhse
meri mang mai bhrungi tere nam mere sajan sato janam tak
kya kahu mai janam kya kahu mai janam teri mang se hi roshan
mere pyar ki ye dunia mera nam tujhko dunga sato janam tak
magti hu sajan
mujhko chhu kar tere labo ne dil me mithi pyas jagayi
mujhko chhu kar tere labo ne dil me mithi pyas jagayi
tere badan ke khusbu ne to phulo ki bhi nind churayi
ho gayi mai aise ho gayi mai aise nadiya sagar me jaise
meri mang mai bhrungi tere nam mere sajan sato janam tak
mangati hu sajan
sharmili dulhan ki khatir sanso ne chedi sahnayi
sharmili dulhan ki khatir sanso ne chedi sahnayi
baras rahe ambar se moti pariyo ne hai sej sajayi
diwana ho jau diwana ho jau teri ankho me kho jau
ae meri jindgani mera nam tujhko dunga sato janam tak
mangti hu sajan
tune diya hai pyar ka bandhan bandhan nibhana sato janam tak
tune diya hai pyar ka bandhan bandhan nibhana sato janam tak
pyar ka bandhan janmo ka bandhan tute na ye janam janam tak
is janam me ye wada
is janam me wada adhura rah jaye to intzar karna
mere pyare pyare sajan agle janam tak
kya kahu mai janam
kya kahu mai janam teri mang se hi roshan
mere pyar ki ye dunia mera nam tujhko dunga sato janam tak
tere nam mere sajan sato janam tak