duniya valo gaur se sunana
meri dard ki kahani
samjho samjho kya kahta hai
meri aankh ka pani
suno sunaye aaj tumhe, ek choti si khani
ek baap ki do do beti, ek sawari ek gori
jaise champa chamali ho
kabhi na rahe akeli ho
suno sunaye aaj tumhe
duniya khushi ki fir ujad gayi
champa se chameli fir bichhad gayi
ho ji ho ji ho ji ho
hari bhari bagiya thi bikhar gayi
champa se chameli haaye bichhad gayi
nain bichare, dhund ke hare
puche dwaare dwaare kaha meri chamali ho
ke rah gayi champa akeli ho
suno sunaye aaj tumhe
baat sakat huyi sanjh dhali
jhar jhar nir bahaaye re kali
ho ji ho ji ho ji ho ji ho
koi to bataye haye uski gali
jhar jhar nir bahaaye re
rutha maali bagiya khali
puchhe dali dali kaha meri chamali ho
ki rah gayi champa akeli ho
kaha meri chamali ho
kaha meri chamali ho
chamali ho, chamali ho
chamali ho, chamali ho