ham to pee ke chale
ab to apni bala se duniya jale
ham to pee ke chale
ab to apni bala se duniya jale
ye jaane mohabbat, fir mile na mile
ham to pee ke chale
ab to apni bala se duniya jale
tamanna nahi koi, aarju nahi koi
nahi koi gam chahe jiye ya mare koi
yahi hain ki bas thodi kal fir mile
ham to pee ke chale
ab to apni bala se duniya jale
ye jaane mohabbat, fir mile na mile
ham to pee ke chale
ye mana jamane ke qabil nahi hu main
nashe me to hu lekin jahil nahi hu main
to fir hamse duniya kyu bach ke chale
ham to pee ke chale
hain saaki nahi koi, hain mehfil nahi koi
ajab ye safar jiski, manjil nahi koi
chala hu jidhar ye kadam le chale
ham to pee ke chale
ab to apni bala se duniya jale
ye jaane mohabbat, fir mile na mile
ham to pee ke chale