humse koi ghustaki ho, bura na uska manna
muh hai chhota baat badi hai, hunske tum na talna
main to hun bazari lekin aap hai izzat wale
ayashi ke adde khole, ghunha pe parde dale
battamizi, battamizi pe hum a gaye to
tum sharifo ka phir kya hoga
ho battamizi pe hum a gaye to, tum sharifo ka phir kya hoga
hai shishe ke ghar tumhare, hai shishe ke ghar tumhare
arey o mara patthar to phir kya hoga
battamizi pe hum a gaye to, tum sharifo ka phir kya hoga
behaya humko tumne banaya, jism bikata hai tumne sikhaya
behaya humko tumne banaya, jism bikata hai tumne sikhaya
ye na socha hai garmi ya sardi, rashte par mujhe na bithaya
jisne thukaraya usko jo maine, ho mari thokar to phir kya hoga
battamizi pe hum a gaye to, tum sharifo ka phir kya hoga
main jo aaina tumko dikhau, daag cheharo ke ginkar bataun
ha main jo aaina tumko dikhau, daag cheharo ke ginkar bataun
koi do char gus ho to bolu, ya tarazu pakad ke main tolu
harkate inki puchho na humse, o mara thapad to phir kya hoga
battamizi pe hum aa gaye to, tum sharifo ka phir kya hoga
main to badnam galiyo ki rani, kya mahobat ki chhedu kahani
ha main to badnam galiyo ki rani, kya mahobat ki chhedu kahani
maine chaha jise mit gaya wo, uski yade hai uski nishani
ho gaya jinda ek din jo markar, mera dilbar to phir kya hoga
ho battamizi pe hum a gaye to, tum sharifo ka phir kya hoga
hai shishe ke ghar tumhare
ho mara patthar to phir kya hoga
battamizi pe hum a gaye to, tum sharifo ka phir kya hoga