Diwaali Ki Raat Piyaa Ghar Aane Waale Hain Lyrics | Amar Kahani

                        
                        ( diwaali ki raat piyaa ghar aane waale hai
sajan ghar aane waale hai
balam ghar aane waale hai ) -2

( jhum-jhum kar diye ki baati
mere dil ko kare ishaaraa ) -2
( jaan ga_i mai aane waalaa
hai teraa saajan pyaaraa ) -2

diwaali ki raat piyaa ghar aane waale hai
sajan ghar aane waale hai
balam ghar aane waale hai

( jin galiyo se aaye balamawaa
un galiyo me nain bichhaa_un
( qadam-qadam par aashaa_o ke
dip jalaati jaa_un ) -2

diwaali ki raat piyaa ghar aane waale hai
sajan ghar aane waale hai
balam ghar aane waale hai

( aaj raat aankho-aankho me
kah dungi sab dil ki baate ) -2
( roz-roz kab aati hai ye
madur milan ki raate ) -2

( diwaali ki raat piyaa ghar aane waale hai
sajan ghar aane waale hai
balam ghar aane waale hai ) -2