aaj nazar ke teer chalenge chup chup ke is maidan me
o dilwalo dilwalo o dilwalo sambhal ke baitho
samshire ye rakh lo mayan me
aaj meri najaro ke teer ye chalenge
chup chup ke is maidan me
o chup chup ke is maidan me o dilwalo
ho rakhte ho sina to aaj sambhalo
tikhe tikhe mere ye vaar tikhe tikhe mere ye vaar
ek nazar se churi chalegi ek nazar se katar
ek nazar se churi chalegi ek nazar se katar
lakh lakh naago ka jahar bhara hai
lakh lakh naago ka jahar bhara hai
meri halki si ek muskan me
aaj naza rke teer chalenge chup chup ke is maidan me
o chup chup ke is maidan me o dilwalo
cham cham baje meri payal lakho ko banaye ghayal
cham cham baje meri payal lakho ko banaye ghayal
jadu bhar ke layi har dil pe hu chayi
badi dur se badi dur hu mai to aayi
cham cham baje meri payal lakho ko banaye ghayal
jhalak dikha du gunghat se to lakho bijliya kadke
jhalak dikha du gunghat se to lakho bijliya kadke
aur rumjhum karti chal chalu to chailo ke sine dhadke
dhak dhak chailo ke sine dhadke
mache mache re duhayi lu mai angdai
badi dur se hu mai to badi dur hu aayi
cham cham baje meri payal lakho ko banaye ghayal
jadu bhar ke layi har dil pe hu chayi
badi dur se badi dur hu mai to aayi
cham cham baje meri payal lakho ko banaye ghayal
char din ki jindagi chandani ki raat si dekho bit jaye na
ye jawani ja rahi tujko samjha rahi jaa ke fir ye aaye naa
chalke re ras ki bhari aankho ki payaliya
jhume re ulfat ki dhaliya
chalke re ras ki bhari aankho ki payaliya
jhume re ulfat ki dhaliya
gore gore galo pe chanda ke gher si
ghum rahi gol gol baliya ghum rahi gol gol baliya
ye bahar jhumati phulo ko chumti roz roz chhaye na
char din ki jindagi chandi ki raat si dekho ye chali jaye na
ye jawani ja rahi tujhko samjha rahi tujhko samjhaye na