Panchhi kaa par katarke
Kehte hai udake dikhao
Juba katke dooniya wale
Kehte hai tum gao
Rona chahe ro na paye,
Dil kitna majbur hai
Rona chahe ro na paye,
Dil kitna majbur hai
Kise pata hai kaun bataye
Rab ko kya manzoor hai
Rona chahe ro na paye,
Dil kitna majbur hai
Kise pata hai kaun bataye
Rab ko kya manzoor hai
Rona chahe ro na paye
Leke aa aanchal ke tale
Mujhko waradan diya
Maine toh sikha wahi
Maa ne jo gyan diya
Dard jo de kisiko
Main o insan nahi
Khamiya mujhame bhi hai
Par main beiman nahi
Maine sabko apna mana
Mera yeh kasur hai
Mera yeh kasur hai
Rona chahe ro na paye
Dil kitna majbur hai
Kise pata hai kaun bataye
Rab ko kya manzoor hai
Rona chahe ro na paye
Bhola tha, nadan bhi tha,
Kuch bhi naa jan saka
Dhaga rasmo kaa kya hai
Main naa pehchan saka
Maine aparadh kiya
Mujhko inkar nahi
Bhul anjane huye
Main gunhegar nahi
Ab yeh jake maine
Jana hota kya sindur hai
Hota kya sindur hai
Rona chahe rona paye
Dil kitna majbur hai
Kise pata hai kaun bataye
Rab ko kya manzoor hai
Rona chahe rona paye
Dil kitna majbur hai
Kise pata hai kaun bataye
Rab ko kya manzoor hai
Rona chahe ro na paye.