Welcome Entertainment Lover’s

Mazlum Kisi Kaum Ke Jab Khwaab Jaagate Hai Lyrics | Andolan

Lyricist : Verma Malik
Music Director : S Mittal , Jaidev
Singer : Manna Dey
                        
                        mazlum kisi kaum ke jab khawab jagate hai
to desh me hazaro to desh me hazaro inkalaab jagte hai
to desh me hazaro inkalaab jagte hai
inkalaab zindabad inkalaab zindabad
inkalaab zindabad inkalaab zindabad
yahi hausla yahi irada yahi hausla yahi irada
yahi faisala karna hai desh ke khatir jina hai or
desh ki katir marna hai yahi hausla yahi irada
yahi hausla yahi irada yahi faisala karna hai
desh ke khatir jina hai or desh ki katir marna hai

vatan pe jan luta kar apni khud par ye ehsan kare
khud par ye ehsan kare sau bar mile ye jiwan to
sau bar ise kurban kare sau bar ise kurban kare
jab bhagat singh ke bhakt bane jab bhagat singh ke bhakt bane
to fir kis baat se darna hai desh ke khatir jina or
desh ki katir marna hai
sir rakh ke aaj hatheli pe hum nikal pade hai manzil ko
hum nikal pade hai manzil ko jo ji me aaye ab karle
aaj chunoti katil ko hai aaj chunoti katil ko
hai aaj chunoti katil ko hai aaj chunoti katil ko

azdi ki mang me humne azdi ki mang me humne
rang lahu ka bharna hai hame desh ke khatir jina hai or
desh ki katir marna hai suno tilak ke chahane valo
gandhi ji ke diwano gandhi ji ke diwano
nehru ji ke diwano subhas chandar ke sewak ho tum
bharat maa ke mastano bharat maa ke mastano
bharat maa ke mastano gulmi ke andhero se
gulmi ke andhero se suraj ki tarah ubharna hai
hame desh ke khatir jina or desh ki katir marna hai
yahi hausla yahi irada yahi faisala karna hai
ab desh ke khatir jina hai or desh ki katir marna hai
ab desh ke khatir jina hai or desh ki katir marna hai