badal gayi hain ye duniya
badal gaya hain jamana
badal gayi hain ye duniya
badal gaya hain jamana
ab dushman ban gaya hian
ab dushman ban gaya hain
mera dost wo purana
badal gayi hain ye duniya
badal gaya hain jamana
bade chhote chhote the sapne hamare
bade pyar se ho rahe the gujare
bada khubsurat tha mitti ka ghar
khuda jane kisne laga di nazar
khuda jane kisne laga di nazar
barbaad ho chuka hain
barbaad ho chuka hain
wo ghar wo dar thikana
badal gayi hain ye duniya
badal gaya hain jamana
dua hain use na kabhi gam mile
jaha jaaye khushiyo ka mausam mile
kabhi na wo tanha akela rhe
safar me baharo ka mela rahe
safar me baharo ka mela rahe
hain uske dam se meri
hain uske dam se meri
saanso ka aana jana
badal gayi hain ye duniya
badal gaya hain jamana
ab dushman ban gaya hian
ab dushman ban gaya hain
mera dost wo purana
badal gayi hain ye duniya
badal gaya hain jamana
zara puchh le mere jajbaat se
main majbur tha apne halat se
teri dosti ka mujhe wasta
mere samane tha yahi rasta
mere samane the yahi rasta
barbadiyo ne likha
barbadiyo ne likha
julmo ka ye fasana
badal gayi hain ye duniya
badal gaya hain jamana
ab dushman ban gaya hian
ab dushman ban gaya hain
mera dost wo purana
badal gayi hain ye duniya
badal gaya hain jamana
badal gayi hain ye duniya
badal gaya hain jamana