Tera aks hain jo tu
Bhi wo hi kyun nahin
Jaisi teri soorat
Waisi seerat kyun nahin
Haantera aks hai jo
Tu bhi wo hi kyun nahin
Jaisi teri soorat
Waisi seerat kyun nahin
Chehre kyun badalti hai
Saath kyun na chalti hai
Zindagi tu jalti hai
Khwaabon se mere
Kaisi yeh khalayi hai
Dil ko bhar ke jaaye hai
Besabab rulaye hai
Jaane se tere
Tera aks hain jo tu
Bhi wo hi kyun nahin
Jaisi teri soorat
Waisi seerat kyun nahin
Sab kuch jaise
Thehra hua hai
Tham gaya pal wahin
Pe tu jahan ruki
Khudne aise tu kho gayi hai
Ab tujhe mera koi
Khayal hi nahin
Zindagi sambhal ja tu
Thodi si badal ja tu
Rehem kar pighal ja tu
Zid kyun tu kare
Chehre kyun badalti hai
Saath kyun na chalti hai
Zindagi tu jalti hai
Khwaabon se mere
Tera aks hain jo tu
Bhi wo hi kyun nahin
Jaisi teri soorat
Waisi seerat kyun nahin
Tujhko mujhse
Kitne gile hain
Dooriyon mein
Kho gayi hain
Kurbatein kahin
Katra katra jeene lage hain
Zindagi tujhe hain kyun
Shikayatein kayi
Rab se ab gila sa hai
Waqt se mila sa hai
Khud sa fasla sa hai
Ab toh bin tere
Chehre kyun badalti hai
Saath kyun na chalti hai
Zindagi tu jalti hai
Khwaabon se mere
Tera aks hain jo tu bhi
Wo hi kyun nahin
Jaisi teri soorat
Waisi seerat kyun nahin.