na ro ladli tere do aansuo ki
samundar ki aankho me kimat nahi
na ro ladli tere do aansuo ki
samundar ki aankho me kimat nahi
bhut pi chuka hai ye aankho ka pani
ise or koi jarurat nahi
na ro ladli tere do aansuo ki
samundar ki aankho me kimat nahi
na ro ladli
kai kastiya iske andar chhipi hai
kai lal maao ke khaye hai isne
kai kastiya iske andar chhipi hai
kai lal maao ke khaye hai isne
hai ye bada hi purana sitam mgar
ise rahm khane ki aadat nahi
na ro ladli tere do aansuo ki
samundar ki aankho me kimat nahi
na ro ladli
khazane me iske karodon hai moti
to kyu isne chhini mere ghar ki roti
khazane me iske karodo hai moti
to kyu is ne chhini mere ghar ki roti
ye chahe to lota de sansar mera
mager isme itni sarafat nahi
na ro ladli tere do aansuo ki
samundar ki aankho me kimat nahi
bhut pi chuka hai ye aankho ka pani
ise or koi jarurat nahi
na ro ladli tere do aansuo ki
samundar ki aankho me kimat nahi
na ro ladli.