rang birangi rakhi leke aayi behna
o rakhi bandhava le mere veer
o rakhi bandhava le mere veer
rang birangi rakhi leke aayi behna
o rakhi bandhava le mere veer
o rakhi bandhava le mere veer
mai na chandi, na sone ke har mangu
mai na chandi, na bhaiya sone ke har mangu
mai na chandi, na sone ke har mangu
apne bhaiya ka thoda sa pyar mangu
thoda sa pyar mangu, sona hazar mangu
iss rakhi me pyar chupa le layi behna
rakhi bandhva le mere veer
bandhava le re chanda, rakhi bandhava le mere veer
nile ambar se tare utar lau
nile ambar se bhaiya tare utar lau
nile ambar se tare utar lau
ya mai chanda ki kirno ke har lau, kirno ke har
kirno ke har lau, hasti bahar lau
pyar ke badle ban le leharayi behna
rakhi bandhava le mere veer
bandhava le re chanda, rakhi bandhava le mere veer
kabhi bhaiya ye behna na pas hogi
kabhi bhaiya ye teri behna na pas hogi
kabhi bhaiya ye behna na pas hogi
kahi pardes baithi udas hogi, behna udas hogi
milne ki aas hogi, jane kab bichhad jaye bhai behna
rakhi bandhava le mere veer
bandhava le re chadna, rakhi bandhava le mere veer
rang birangi rakhi leke aayi behna
o rakhi bandhava le mere veer
bandhava le re chadna, rakhi bandhava le mere veer