sidhi rah chala phir bhi chal na saka
sidhi rah chala phir bhi chal na saka
kya manga tha dunia se paya maine kya
sidhi rah chala phir bhi chal na saka
kya manga tha dunia se paya maine kya
sachai ke aachal me, sachai ke aachal me
sisak raha hai kya anyay hi anyay
anyay hi anyay, anyay hi anyay
ye khamosh dhua bikhra yaha waha
ye khamosh dhua bikhra yaha waha
maa ke badle lau mai or kaha se maa
ye khamosh dhua bikhra yaha waha
maa ke badle lau mai or kaha se maa
aasu mere mang rahe hai
aasu mere mang rahe hai angaro se nyay
anyay hi anyay, anyay hi anyay
anyay hi anyay, anyay hi anyay
sapne tut gaye apne ruth gaye
sapne tut gaye apne ruth gaye
mere dil ki basti ko wahsi lut gaye
sapne tut gaye apne ruth gaye
mere dil ki basti ko wahsi lut gaye
jiwan ke dorahe par, jiwan ke dorahe par
tut chuka hai anyay anyay hi anyay
anyay hi anyay, anyay hi anyay
kya insaf hai ye kya kanun hai ye
kya insaf hai ye kya kanun hai ye
kaise iska yaki karu khud majbur hai ye
kya insaf hai ye kya kanun hai ye
kaise iska yaki karu khud majnur hai ye
ghayal kisi parinde sa
ghayal kisi parinde sa tadap raha hai yar
anyay hi anyay, anyay hi anyay
anyay hi anyay