jai hind kaho jai hind kaho
jai hind kaho
bas bas rahne de
aise fauji geet janaaja taur se nahi
mardana thaur se gaye jaate hain
laa mujhe de
jai hind kaho jai hind
jai hind kaho jai hind
dekho apne tirange me aan apani
dekho rangeen shaan me shaan apni
de do aan pe shan pe jaan apni
jai hind kaho
jai hind kaho jai hind
jai hind kaho jai hind
ye desh hamara data hain
ye hind hamari mata hain
veero se apna nata hain
jai hind kaho
jai hind kaho jai hind
jai hind kaho jai hind
shree krishan ke ham, arjun ke ham
shri ram ke naam pe de de dam
sati sita ke sar ki sabko kasam
jai hind kaho
jai hind kaho jai hind
jai hind kaho jai hind
jai buddh ashok aur vikrm ki
jai jai akbar jai mahabali
jai veer shivaji chhatrpati
jai hind kaho
jai hind kaho jai hind kaho
jai hind kaho jai hind kaho
jai lakshmi rani jhansi ki
jai subhash ki jai kranti ki
aur jai ho bapu gandhi ki
aur jai ho bapu gandhi ki
jai hind kaho
jai hind kaho jai hind kaho
jai hind kaho jai hind kaho
sab jaag uthe jaikaro se
jaikaro se
unchi unchi lalkaro se
lalkaro se
akash hila do naro se
jai hind jai hind jai hind