chai ghata bijli kadki
halki sharab aag bhadki
mausam ka samjho isara isara re
chai ghata bijli kadki
ghar me ghar me satati hai kadki
raste me ek sokh ladki
muskil hai bachna hamara hamara re
ghar me satati hai kadki
gum se kadki kya kya muskura aankhe mila
gum se kadki kya kya muskura aankhe mila
sardi ho ya bukhar sabki dawa hai pyar
mausam ka mausam ka samjho isara isara re
chai ghata bijli kadki
ek dil jhagde kayi gum kai lafde kayi
wo to malum hai ek dil jhagde kayi
gum kai lafde kayi
karna padega kuchh sudhar
muskil hai muskil hai bachna
hamara hamara re
ghar me satati hai kadki
sukriya
sukriya o dilruba raah par tu aa gaya
chai ghata bijli kadki
ka mausam ka samjho isara isara re
chai ghata bijli kadki