apne apne huye paraye, kismat ne kya din dikhalaye
kuch socho aur kuch ho jaye, haye re dhiraj kon bandhaye

apne apne huye paraye
gham ki jo taqdeer na hoti, jo itni bekir na hoti
dil par itna boj na hota, pairo me janjir na hoti
apne apne huye paraye, kismat ne kya din dikhalaye
kuch socho aur kuch ho jaye, haye re dhiraj kon bandhaye
apne apne huye paraye
jin raho se koi na aaye, baithe unpe naina bichaye
din nadan kahe jata hai, shayad vo shayad laut aaye
apne apne huye paraye
kaun hai hum kyu jane koi, apna hume kyu mane koi
behatar hai iss badhali me, ab na pahchane koi