jaadu bhari ye fazaye kehati hai aaja
dil me machaye, sochta hai kya
jaadu bhari ye fazaye kehati hai aaja
dil me machaye, sochta hai kya
dene wale jivan bhi najare tere hai
is dharti ke phul gagan ke tare tere hain, sochta hai kya
jaadu bhari ye fazaye kehati hai aaja
dil me machaye, sochta hai kya
jaadu bhari ye fazaye
duniya aur duniya ke gham ko thokar maar ke ji
is choti si raat pe lakho raate vaar di, sochta hai kya
jaadu bhari ye fazaye kehati hai aaja
dil me machaye, sochta hai kya
jaadu bhari ye fazaye
aa ha aa aaha
armano ke preet mahal me khud ki sej sajo
holle se jo kuch hota hai
apni neend na kho, sochta hai kya
jaadu bhari ye fazaye kehati hai aaja
dil me machaye, sochta hai kya
jaadu bhari ye fazaye kehati hai aaja
dil me machaye, sochta hai kya