Lamha lamha tut gaye hai
Ek apne se ruth gaye hai
Manjil pe aane se pehle
Ham raho se chhut gaye
Lamha lamha tut gaye
Ek apan se ruth gaye
Jin hatho ki ham kismat the
Unn hatho se chhut gaye
Lamha lamha tut gaye
Lamha lamha tut gaye
Jude huye hath tuti takdir
Aur kya karegi yeh lakiro ki janjir
Tera mera sath abb naa hogi bat
Too bhi khafa mai bhi
Khafa gham ki kali rat
Sapne sach hone se pehle
Ek ek karke tut gaye
Lamha lamha tut gaye
Lamha lamha tut gaye
Khamoshiya andhiya
Ban naa jayey
Fasle kahi duriya
Ban naa jayey
Darta hu gham ki
Ibadat naa kar lu tanhaiyo se
Mohabbat naa kar lu
Gham ke barati aakar ke
Sukh ko mere lut gaye
Lamha lamha tut gaye ek
Apne se ruth gaye
Jin hatho ki ham kismat the
Unn hatho se chhut gaye
Lamha lamha tut gaye
Lamha lamha tut gaye.