dil ke saude me farishte bhi gunehgar bane
sej ke naam pe jinke liye manjar bane
dil ka fareb jab koi gulnar kha gayi
dil ka fareb jab koi gulnar kha gayi
us gulbadan ko waqt ki diwar kha gayi
us gulbadan ko waqt ki diwar kha gayi
dil ka fareb jab koi gulnar kha gayi
jo jaan apne yar ko najrana likh gayi
jo jaan apne yar ko najrana likh gayi
aur khun se wafao ka afsana likh gayi
ulfat ki bazi jeet ke bhi haar kha gayi
dil ka fareb jab koi gulnar kha gayi
dil ka fareb jab koi gulnar kha gayi
yu to ye us kaniz ka manjar hai jarur
hai dafan magar isme shahenshaho ka garur
muglo ka har garur ye diwar kha gayi
diwar kha gayi
dil ka fareb jab koi gulnar kha gayi
us gulbadan ko waqt ki diwar kha gayi
dil ka fareb jab koi gulnar kha gayi