humsafar ban ke hum sath hai ajabi
fir bhi hai ye safer ajnabi ajnabi
raah bhi ajnabi mod bhi ajnabi
jayege hum kidhar ajnabi ajnabi
zindagi ho gayi hai sulagata safar
dur taq aa raha hai dhuaan sa nazar
jane kis mod par kho gayi hai khushi
deke dard e jigar ajnabi ajnabi
humsafar ban ke hum sath hai aajabi
fir bhi hai ye safer ajnabi ajnabi
hum ne chun chun ke tinake banaya tha jo
aashiya hasrato se sajaya tha jo
hai chaman me vahi aashiya aaj bhi
lag raha hai mager ajnabi ajnabi
kisko malum tha din ye bhi aayenge
mosamo ki tarah dil bhi badal jayenge
din hua ajnabi rat bhi ajnabi
har ghadi har pahar ajnabi ajnabi
raah bhi ajnabi moad bhi ajnabi
jayege hum kidhar ajnabi ajnabi