Zindagi se jab mile ajnabi lage
Har chees pass aati huyi
Door hi lagi
Zindagi se jab mile ajnabi lage
Uise zindagi kahte hai
Talaab hai vo gahara
Patjhad ke sath saman
Dariya ke sath sehra
Uise zindagi kahte hai
Talaab hai vo gahara
Patjhad ke sath saman
Dariya ke sath sehra
Kabhi dosti lagi to o
Kabhi dosti lagi to
Kabhi dusmani lagi
Zindagi se jab mile ajnabi lage
Dil dil ke beech lakho
Parde pade huye hai
Dil dil ke beech lakho
Parde pade huye hai
Khamosh sahilo par
Toofan ade huye hai
Hotho ki hasi oo
Hotho ki hasi aaj
Mujhe bebsai lagi
Zindagi se jab mile ajnabi lage
Na hi is zindagi ko
Majburi sunti hai
Na hi is zindagi ko
Majburi sunti hai
Paida huyi jaha par
Jakar vaha milti hai
Sach baat sunke sabh ko
Aksar buri lagi hai
Zindagi se jab mile ajnabi lage
Is zindagi ke silsile
Kitne ajib hai
Jo the nazar se door
Vo jaan ke karib hai
Is zindagi ke silsile
Kitne ajib hai
Jo the nazar se door
Vo jaan ke karib hai
Humko to zindagi
Humko to zindagi
Khushi ki lautri lagi
Zindagi se jab mile ajnabi lagi
Zindagi se jab mile ajnabi lagi
Har chees pass aati huyi
Har chees pass aati huyi
Door hi lagi
Zindagi se jab mile ajnabi lagi.