Gana Mere Bas Kee Bat Nahee Lyrics | Astitva

                        
                        mori gagri naa bharan det re
mori gagri naa bharan det re
kya huwa gao naa, nahi aaj mood nahi hain
mood nahi hain, are riyaj nahi karna hain kya
gana mere bas ki bat nahi to phir yahi gao
gana mere bas ki bat nahi
gana mere bas ki bat nahi sur aur tal kaa sath nahi
sur aur tal kaa sath nahi, gana mere bas ki bat nahi

koyal koi hare samundar me suro ko dhundhe kuh kuh kehke
pawan bana baadal ghumta paas ke van me
saans me saans nisa sa tan man se nikle
megh megha ke ki soch me baadal garaje bijli cham ke
bundo ki bochhar bachaye chat pe aisa taar
tan badan me solva savan cha jaaye
gana mere bas ki bat nahi, gana mere bas ki bat nahi
sur aur tal kaa sath nahi, sur aur tal kaa sath nahi
gana mere bas ki bat nahi

rail bat ke patri pe natkhat jamuna ke tat radha
lakh bajaye sithi peka pi aadha bhairav adha
sandhya chanke gale mai goke subah chanane mandir mai
shehar mai charo taraf bhid ke gorakh kaa chanta baje
itna sara brindgan ho ird gird mai kyun gaav

apni apni jagah khile woh sur tod ke kyo lau
sur tod ke kyo lau, sur tod ke kyo lau
gana mere bas ki bat nahi, gana mere bas ki bat nahi
sur aur tal kaa sath nahi, sur aur tal kaa sath nahi
gana mere bas ki bat nahi, gana mere bas ki bat nahi
mori gagri naa bharan det re
mori gagri naa bharan det re