adalat ki chokhat par desh ki paltan hai
khub chakalaz hai thoda sa tashan hai
ek kahani sunu uska hissa banu
iske kirdar tum iska kirdar hum
halat hai khiche tane fir bhi niyantran hai
par dont take tension sab tana tan hai
par dont take tension sab tana tan hai
chori hua manaw ka dwarika sadan hai
izzat nagar ki izzat gayi ban hai
kag bhi makan khwab nange badan hai
izzat ki padi kisko khud me hi sab magan hai
par dont take tension sab tana tan hai
par dont take tension sab tana tan hai, par dont take
mausam ka rukh badla sardi me sukha pada
sawan me aag lagi barish me futa ghada
garmi me khub jamke ho rahi thithuran hai
par dont take tension sab tana tan hai
tana tan tana tan hai
khaki ka rang uda shadi ka dhang uda
kala to kala wo rang hi badrang hai
moro ki nagri me choro ka sangam hai
dont take tension sab tana tan hai
par dont take tension sab tana tan hai
gawaho ke jungle netao ke dangle hai
mangle nahi sab ho raha amangal hai
wakilo ki bato ke lath dana dan hai
par dont take tension sab tana tan hai
par dont take tension sab tana tan hai
kaichi se badhkar jubane chali hai
baalo ki khaalo ki khale chili hai
wadi partiwadi langota kase hai
ab kiske hak me, ab kiske hak me dekho hona decision hai
par dont take, par dont take tension sab tana tan hai
dont take tension sab tana tan hai
par dont take tension sab tana tan hai
par dont take tension sab tana tan hai
dont take tension sab tana tan hai