Chalte chalte in raho par
Aisa bhi kuch ho jata hai
Koi anchaha mil jata hai
Aur man chaha kho jata hai
Chalte chalte in raho par
Aisa bhi kuch ho jata hai
Koi anchaha mil jata hai
Aur man chaha kho jata hai
Koi khushi alag se
Ho saki na hasil
Kisi aur ki khushi me
Hum ho gaye hai samil
Koi khushi alag se
Ho saki na hasil
Kisi aur ki khushi me
Hum ho gaye hai samil
Aise bhi hans lete hai hum
Aise me jee khil jata hai
Koi anchaha mil jata hai
Aur man chaha kho jata hai
Ye jindagi bhi kaisi
Phulo ka silsila hai
Majburiyo se haara
Har ek hausla hai
Ye jindagi bhi kaisi
Phulo ka silsila hai
Majburiyo se haara
Har ek hausla hai
Koi dekh me jee leta hai
Koi sukh me mar jata hai
Koi anchaha mil jata hai
Aur man chaha kho jata hai
Kismat ne jo likha tha
Paya hai jindagi ne
Kyo dhundhne ye khudaye
Hum dosh aadmi me
Kismat ne jo likha tha
Paya hai jindagi ne
Kyo dhundhne ye khudaye
Hum dosh aadmi me
Kya socha karta hai insan
Aur jane kya ho jata hai
Koi anchaha mil jata hai
Aur man chaha kho jata hai.