Ek tha kanha ek thi radha
Aaj vo geet sunao na
Un dono ki prem kahani
Hum nache tum gao na
Pandit ghani aur pujari
Kya sadu kya kanya thi
Sab kahte hai juth hume
Tum sachi baat bato na
Kya sach hai kya juth hai
Kya sach hai kya juth hai
Ye humse na pucho
Apni atma se pucho
Apne raam se pucho
Kya sach hai kya juth hai
Ye humse na pucho
Apni atma se pucho
Apne raam se pucho
Apni atma se pucho
Apne raam se pucho
Kya sach hai kya juth hai
Tan se lagta kunwar kaniya
Man se lagta jogi hai
Koi kahe baharubiya usko
Koi kahe vo dongi hai
Jaisi jidki najar hai
Vaise dikhta bala jogi hai
Na bahrubiya na dongi
Vo to prem rogi hai
Ha prem rog kisko kahte hai
Itna to bolo, bolo
Apni atma se pucho
Apne raam se pucho
Apni atma se pucho
Apne raam se pucho
Kya sach hai kya juth hai
Kon use bande hai jispe
Chalta nahi kisi ka jaur
In hatho me dor hai uski
Jiske hatho me sabhi ki dor
Jo sabko bande hai
Uspar chalta sirf dilo ka dor
Ek taraf rakhi ka bandhan
Ek taraf manka ki dor
Ek geet raha karm ka bandan
Uski baat kaho, kaho
Apni atma se pucho
Apne raam se pucho
Apni atma se pucho
Apne raam se pucho
Kya sach hai kya juth hai
Puch liya hai apne dil se
Dil me aakar chor chupa
Bedh apna jaan liya par apna
Dil na khol saka
Uske dil me sabki mohabbat
Dil na kisi ka todh saka
Bolna chaha tha sach sach magar
Magar pyar ki ye vo bol na saka
Fir to vo jutha hai
Sari duniya se kah do, kah do
Apni atma se pucho
Apne raam se pucho
Apni atma se pucho
Apne raam se pucho
Kya sach hai kya juth hai