Zindagi sau baras ki sahi
Zindagi ka bharosh nahi
Zindagi sau baras ki sahi
Chand chup jaye kab jaye kya pata
Chandani ka bharosha nahi
Chand chup jaye kab jaye kya pata
Aag thodi si dil mein laga ke rakho
Apne dil ki shama bhi jala ke rakho
Aag thodi si dil mein laga ke rakho
Apne dil ki shama bhi jala ke rakho
Ghar charago se
Ghar charago se roshan sahi
Roshni ka bharosha nahi
Chand chup jaye kab jaye kya pata
Yuhi chalte hue pas ham aa gaye
Aaj ye soch ke hum to ghabra gaye
Yuhi chalte hue pas ham aa gaye
Aaj ye soch ke hum to ghabra gaye
Ban na jaye ye
Ban na jaye ye dil ki dil ki lagi
Dillagi ka bharosha nahi
O zindagi sau baras ki sahi
Zulf hai ya ghata hoth hai ya kamal
Khubsurat ho tum jaise koi ghazal
Zulf hai ya ghata hoth hai ya kamal
Khubsurat ho tum jaise koi ghazal
Tu to karne lage sayri
Tu to karne lage sayri
Sari ka bharosha nahi
Zindagi sau baras ki sahi
Zindagi ka bharosh nahi
Zindagi sau baras ki sahi
Chand chup jaye kab jaye kya pata
Chandani ka bharosha nahi.