tum kaun ho mai mai panjabi hindustani
mai panjabi hindustani
mai panjabi hindustani meri chaal badi mastani
jaisa mera gaanv ka pani aisi shahro ki sharab nahi
mere desh ka jawab nahi mere desh ka jawab nahi
koi dusra panjab nahi mere desh ka jawab nahi
mere desh ka jawab nahi
mere paas nahi hai paisa phir bhi kaun hai mere jaisa
mere paas nahi hai paisa phir bhi kaun hai mere jaisa
mai logo ka dil bahlau bhangda nachu tappe gaau
gana bajana mera dhanda mai hu ek mamuli banda
koi raaja ya nawab nahi mere desh ka jawab nahi
mere desh ka jawab nahi
mere desh ki ek nishani ye mohabbat or jawani
mere desh ki ek nishani pyar mohabbat or jawani
panghat pe lagte hai mele par mere din raat akele
taqdiro ka mara hu mai kyunki abhi kunwara hu mai
mere gum ka hisab nahi mere desh ka jawab nahi
mere desh ka jawab nahi
ho oye kudiye kya naam hai tera shahro me kya kaam hai tera
hoye ladki kya naam hai tera shahro me kya kaam hai tera
lagti hai tu gaanv ki gori resham ki dhago ki dori
maaf ho ye gustakhi meri karta hu tarif mai teri
meri niyat kharab nahi mere desh ka jawab nahi
mere desh ka jawab nahi mai panjabi hindustani