Har juba ruki ruki har najr jhuki jhuki
Kya yahi hai zindagi
Kya yahi hai zindagi
Aye watan ke nojawa jag or jaga ke chal
Aye watan ke nojawa jag or jaga ke chal
Jag or jaga ke chal
Julm jis kadar badhe or sar utha ke chal
Or sar utha ke chal
Saf hai teri najar unke dil me chor hai
Unme bal hai teri bhi bajuo me jor hai
Saf hai teri najar unke dil me chor hai
Unme bal hai teri bhi bajuo me jor hai
Jalimo ko har garur aankh mila ke chal
Aye watan ke nojawa jag or jaga ke chal
Jag or jaga ke chal
Julm jis kadar badhe or sar utha ke chal
Or sar utha ke chal
Kya samundaro ka shor or bhawar ki chal kya
Tere aage sar uthaye mauj ki majal kya
Kya samundaro ka shor or bhawar ki chal kya
Tere aage sar uthaye mauj ki majal kya
Khol jindagi ki nawa bagba uda ke chal
Aye watan ke nojawa jag or jaga ke chal
Jag or jaga ke chal
Julm jis kadar badhe or sar utha ke chal
Or sar utha ke chal
Karwa watan ak aaj dakuo me ghir gaya
Jurm ke andhere me aa rahi hai ek sada
Karwa watan ak aaj dakuo me ghir gaya
Jurm ke andhere me aa rahi hai ek sada
Intkam ki masal hath me jala ke chal
Intkam intkam intkam.