dil churane wale jaan bhi churale
jaan meri churakar apne seene me basale
dil churane wale jaan bhi churale
jaan meri churakar apne seene me basale
jab teri saansein ruk jaayegi
tab meri saansen kaam aayegi
dil churane wale jaan bhi churale
jaan meri churakar apne seene me basale
jab teri saansein ruk jaayegi
tab meri saansen kaam aayegi
dil churane wale jaan bhi churale
jaan meri churakar apne seene me basale
aa gaye hai yaha jayenge hum kaha
dil ki samjho tum jubaan
ab judaa hum na honge kabhi
haal jo hain tera haal woh hain mera
main teri tu mera hain deewana
kam na hongi yeh deewangi
tujhe hain kasam meri neende churale
neende churakar apni aankhon main chupale
jab teri neend udd jayegi tab meri neend kaam aayegi
dil churane wale jaan bhi churale
jaan meri churakar apne seene me basale
dil yeh lagta nahi bin tere ab kahi
tera mera pehla pyaar hai yeh
tu nahi toh sanam main nahin
jalta hain dil yeh mera tere liye jaaneman
dil main jo lagi aag hain
ab toh aakar bujhade sanam
dil ko dhadkaane wale dhadkanein churale
dhadkanein churakar apne seene main basale
jab teri dhadkan ruk jayegi
tab meri dhadkan kaam aayegi
dil churane wale jaan bhi churale
jaan meri churakar apne seene main basale