Huyi ma huyi ma huyi ma huyi ma
Balma ne hoye hoye julmi jalma ne
Haye haye, beri balma ne
Pagli mera naam rakha diya
Karke zamane mein badnam rakh diya
Balma ne hoye hoye julmi jalma ne
Haye haye, beri balma ne
Pagli mera naam rakha diya
Karke zamane mein badnam rakh diya
Ek to balam ne meri neend churayi
Ek to balam ne meri neend churayi
Duje jiya me apni aag basayi
Duhayi uske ye sar pe iljam rakh diya
Karke zamane mein badnam rakh diya
Balma ne hoye hoye julmi jalma ne
Haye haye, beri balma ne
Pagli mera naam rakha diya
Karke zamane mein badnam rakh diya
Unse ye puchhe koi kya hai kahani
Unse ye puchhe koi kya hai kahani
Main hoon diwani par hoon kiski diwani
Rato mein karke beaaram rakh diya
Karke zamane mein badnam rakh diya
Balma ne hoye hoye julmi jalma ne
Haye haye, beri balma ne
Pagli mera naam rakha diya
Karke zamane mein badnam rakh diya
Bansi bazake man mohe liya re
Bansi bazake man mohe liya re
Nainoke pinjare mein band kiya re kiya re
Kaidi bana ke haram rakh diya
Karke zamane mein badnam rakh diya
Balma ne hoye hoye julmi jalma ne
Haye haye, beri balma ne
Pagli mera naam rakha diya
Karke zamane mein badnam rakh diya
Karke zamane mein badnam rakh diya.