kehta hai ye safar, kehti hai rehgujar
kehta hai ye safar, kehti hai rehgujar
jamane bhar ke gam liye, ummid dil me kam liye
jamane bhar ke gam liye, ummid dil me kam liye
tum chale ho kaha
kehta hai ye safar, kehti hai rehgujar
jamane bhar ke gam liye, ummid dil me kam liye
jamane bhar ke gam liye, ummid dil me kam liye
tum chale ho kaha
kehta hai ye safar, kehti hai rehgujar
dekho jaha jav jaha mil jayegi vaha, har chiz ki dukan
dekhu jaha milta nahi jazbat kaa nisha, halka sa bhi nisha
begane log hain, anjane log hain
tamam shehar me kahi milega pyar hi nahi
tamam shehar me kahi milega pyar hi nahi
tum chale ho kaha
kehta hai ye safar, kehti hai rehgujar
duniya me tum kab se ho, gum kis rah se ho chale, aakash ke tale
chalte rahe kam naa huye manjil ke fasle, aise hain fasle
raho ki thokar kehti hai kya kare
khula koi bhi dar nahi, kisi ke dil me ghar nahi
khula koi bhi dar nahi, kisi ke dil me ghar nahi
tum chale ho kaha
kehta hai ye safar, kehti hai rehgujar