Khudagazr duniya me ye
Insaan ki pahchan hai
Jo paraai aag me jal jaae
Vo inasaan hai
Apne liye jiye to kya jiye
Apne liye jiye to kya jiye
Tu ji, ai dil, zamane ke liye
Apne liye jiye to kya jiye
Apne liye jiye to kya jiye
Tu ji, ai dil, zamane ke liye
Apne liye jiye to kya jiye
Nakamiyo se ghabra ke
Kuo apni aas khote ho
Nakamiyo se ghabra ke
Kuo apni aas khote ho
Mai humsafar tumhara hu
Kyo tum uddas hote ho
Haste raho hasane ke liye
Haste raho hasane ke liye
Tu ji, ai dil, zamane ke liye
Apne liye jiye to kya jiye
Apni khudi ko jo samjha
Usne khuda ko pahchana
Apni khudi ko jo samjha
Usne khuda ko pahchana
Aazaad fitrate inasaan
Andaaz kyo gulamana
Sar ye nahi jhukane ke liye
Sar ye nahi jhukane ke liye
Tu ji, ai dil, zamane ke liye
Apne liye jiye to kya jiye.