jab hum tum dono razi to kya karega
kazi saiya humse lada le ankhe mele
ke bazar me jab hum tum dono razi to kya karega
kazi saiya humse lada le ankhe mele
ke bazar me jab hum tum dono razi
kyu duniya ke piche bhage
kyu duniya ke piche bhage
kuch nahi duniya dil ke aage
kuch nahi duniya dil ke aage
dekh nazara pakad ke hath humara
samajh le dil ka ishara jama le rang zara
saiya humse lada le ankhe mele
ke bazar me jab hum tum dono razi to kya karega
kazi saiya humse lada le ankhe mele
ke bazar me jab hum tum dono razi
le le koi is rut ki nishani le le koi is rut ki nishani
dekh ye ghadiya phir nahi aani
dekh ye ghadiya phir nahi aani
chhod jhmaila balam kyu phire akaila
laga hai rup ka maila jama le rang zara
saiya humse lada le ankhe mele
ke bazar me jab hum tum dono razi to kya karega
kazi saiya humse lada le ankhe mele
ke bazar me jab hum tum dono razi
man marzi se reh le pyare
man marzi se reh le pyare
kuch sun le kuch keh le pyare
kuch sun le kuch keh le pyare
jiye jawani o mere dilbar jani
zara kar le man mani jama le rang zara
saiya humse lada le ankhe mele
ke bazar me jab hum tum dono razi to kya karega
kazi saiya humse lada le ankhe mele
ke bazar me jab hum tum dono razi