adosan padosan kahe jo kahe
adosan padosan kahe jo kahe
main to balma se naina milay aayi re
main to balma se naina milay aayi re
adosan padosan kahe jo kahe
main to balma se naina milay aayi re
main to balma se naina milay aayi re
main jo chhup chhup ke galiyo se jane lagi
main jo chhup chhup ke galiyo se jane lagi
muyi duniya ye ungli uthane lagi
muyi duniya ye ungli uthane lagi
main bhi chalti rahi aage badhti rahi
jake saiya ko apna banaye aayi re
main to balma se naina milay aayi re
main to balma se naina milay aayi re
rokti hi rahi raat barsaat ki
rokti hi rahi raat barsaat ki
dil me lekin lagan thi mulakat ki
dil me lekin lagan thi mulakat ki
main fisalti rahi phir sambhalti rahi
apne jogi ke darshan main paay aayi re
main to balma se naina milay aayi re
main to balma se naina milay aayi re
teer taano ke duniya ne kya kya kase
teer taano ke duniya ne kya kya kase
mere manwa me lekin piya the base
mere manwa me lekin piya the base
teer khati rahi muskurati rahi
heer ranjhe se neha lagayi aayi re
main to balma se naina milay aayi re
main to balma se naina milay aayi re
adosan padosan kahe jo kahe
main to balma se naina milay aayi re
main to balma se naina milay aayi re