Nabhatuni aali apsara
Nabhatun aali apsara
Ashi sundara saaz sajavun

Aali aali aali
Aali ga aali

Kesabhavati malala gajara
Lokachya najara khelati tujhyawara..

Aali aali aali


 
Duniyachi pyaari tu
Aga naari halavi ga
Aga raani sundara…

Aali ga aali
Aali ha aali
Maharaani aali

Aga ga ga ga ga ga

Nazar jo teri laagi main deewani ho gayi
Deewani haan deewani, deewani ho gayi
Mash’hoor mere ishq ki kahaani ho gayi
Jo jag ne na maani toh maine bhi thaani
Kahaan thi main dekho kahaan chali aayi..
Kehte hain ye deewani mastani ho gayi

Mash’hoor mere ishq ki ye kahani ho gayi
Jo jag ne na maani toh maine bhi thaani
Kahaan thi main dekho kahaan chali aayi..
Kehte hain ye deewani mastani ho gayi
Deewani haan deewani, deewani ho gayi

Zakham aisa tune lagaya
Deewani, deewani, deewani, deewani ho gayi
Marham aisa tune lagaya
Ruhaani, ruhaani, ruhaani, ruhaani ho gayi
Pehchaan mere ishq ki ab toh
Pehchaan mere ishq ki ab toh
Rawaani, rawaani, rawaani, rawaani ho gayi

Ho..mash’hoor mere ishq ki kahani ho gayi
Kehte hai yeh deewani, mastani ho gayi
Haan deewani, haan deewani, deewani ho gayi
Mash’hoor mere ishq ki kahani ho gayi
Jo jag ne na maani toh maine bhi thaani
Kahaan thi main dekho kahaan chali aayi

Kehte hain ye deewani, mastani ho gayi
Deewani haan deewani, deewani ho gayi

Sab noor noor sa bikhra hai
Ek tu hi khayalon mein utra hai
Bas jhoom jhoom jhoom jhoom jaata hai dil
Tu mastani hai..tu deewani hai..
Paakeza hasti hain teri tu noorani hai..

Sab noor noor sa bikhra hai
Ek tu hi khayaalon mein utra hai.